Jeeven maney uhi hai gujara
Kabhi m sochta tha ki kuch nhi hoga to mer jaoonga
In musibtao or dukho kay bavsagar say par utar jaoonga
Phir wqat bdal gya to vichar bhi bdal gye
Doston say jyada dushmano say ghir gye
Jindgi ki Duswariyan badney lgi thi her pal
Kaisey niklu in sbsay sochta rahta tha her pal
Kya sab kuch chod ker m bagh jaoon
Ya fir jeetney may apna jtan lagoon
Shasha chamtkar ho gya mere jiven may
Tamar chiter gya aalok cha gya chan bher may
Runbheri sun Phir ooth khda ho gya hoon may run may
Jaanta hoon Runchod ben kya jee pya hoon kisi bhi yug may
Aakir hoon to m gautam rishi ki santan
Kaisey chod doo m uhi apna swabhiman
Aaj m lulkarta hoon chunotiyon ko phir say
Ya to mita doonga ya phir mil jaaonga rshatel may
Per shangarsh jo meri phechan hai
Rama huan jo merey kun kun may hai
Usesay kaise chod doon m pal bher may
Pukarta hoon m tumhey apney anterman may.
Aa jao or ker lo tum mera samna
Nhi soonunga m aur koi bhi pertadna
Jindgi jo mujhey bhagwan ki sogat hai
Jeeonga her pal kyonki yhi to nishat hai
Dookh or sukh to jeevan may atey rhengay
Per kab tak uhi hum muh chupatyen rhengay
Maanshik taqat ka laker shara
Jeeven maney mere dost u hi gujara
Jeeven maney mere dost u hi gujara
Thanks
Alok Tammana
|