Aaj Aakhyen Meri Hai Num
Jivan m mere bhut hai gum
Jo kal tak khta tha
Fiker na kero m hoon tumhara humdum
Sansay to chlti rahi duniya may
per sath deney ka nahi nikla uska dum
Aaj Aakhyen Meri Hai Num
Jivan m mere bhut hai gum
Kyon diya mainy Dukh itna
Ank may bhi na samaay jitna
Chahker kyo kiye mainy Atayachar
Maaf kiya tumney, who sja kafi kum hai
Aaj Aakhyen Meri Hai Num
Jivan m mere bhut hai gum
Sucha Pyar her kisi ko nahi hai milta
Jisko mila nahi vo virah ki agni may hai jalta
Pruntu vo kya krey jo milker bichur jaye
Gulti nahi, pap jo kiya vo kya hai kum
Aaj Aakhyen Meri Hai Num
Jivan m mere bhut hai gum
Hey mere Jivan kay sathi
Yaad hai mujhey tumhari pyar ki paati
Bhulu kaisay Tumhey or kaisay mangu Maafi
Kya mujhmay insaniyat itni hai kum
Aaj Aakhyen Meri Hai Num
Jivan m mere bhut hai gum
|