Aaj M Kuch Khna Chahta Hoon
Baat mere mun ki aaj m bhi sunana chahta hoon
Jab jab m tumsay milta hoon
Lagta hai ki jaisey phool sa khilta hoon
Anginet ptakaeny ( Flags) lahra janti hai
Or phir koi kli mun hi mun Muska jati hai
Suno e dost aaj m kuch khana chahta hoon
Baat mere mun ki aaj m bhi sunana chahta hoon
Tum to ho jaisy tandi pawan kay chonkay
Kyo aaj hum mun ko phir bheknay say rokey
Yahi to dost merey, prakerti ( Nature) ki Pukar hai
Bhanwrey ko to Kli say sadiyon say pyar hai
Suno e dost aaj m kuch khana chahta hoon
Baat mere mun ki aaj m bhi sunana chahta hoon
Mun may hai merey hazaron Khwahisay
per shabdo m unko kasey tumsay kha-hai
Ab tum hi e- dost unko Jano or pahchano
Ki m to tumko asiey hi kuch samjhana chahta hoon
Suno e dost aaj m kuch khana chahta hoon
Baat mere mun ki aaj m bhi sunana chahta hoon
|